Silsile Tor Gaya Wo Sabhi Jate Jate



Poet: Ahmad Faraz
Book: Khawab-e-Gul Preshan Hai,

Silsile Tor Gaya Wo Sabhi Jate Jate

Ghazal's Lyrics

Silsilay Torr Gya Wo Sabhi Jatay Jatay,
Warna itnay To Marasim Thay K Aatay Jaatay,
Shikwa e Zulmat E Shab Se To Behtar Tha,
Apnay Hissay Ki Koi Shamma Jalatay Jatay,
Kitna Asaan Tha Teray Hijar Me Marna Jana,
Phir Bhi Ik Umar Lagi Jaan Se Jaatay Jaatay,
Jashan e maqtal Hi Na Barpa Howa Warna Hum
Pa' Bajoulaan Hi Sai, naachtay Gaatay Jaatay,
Uski Woh Jane Usay Pass e Wafa Tha Kwh Na Tha,
Tum Apni Taraf Se To Faraz Nibhatay Jatay,










Note:
In this article You will read about the Urdu Hindi Poetry, Urdu Ghazals, Poems. As the Poetry is considered as the language of feelings and emotions. The poetry comes into its form by literary people remodeling their feelings and emotions into words which we read in literature.
 Everyone who understands Urdu very well loves Urdu Poetry. Poetry can be found in almost all languages of the world, as feelings are explained by people from all languages.

New sad shayari, Sad shayari, Hindi shayari, Deep feelings, Best love shayari, Best sad shayari, Sad shayari in hindi, Tutey dil ki shayari, Heart breaking shayari, Sacha pyaar, Shayari sad, Love shayari, Best hindi shayari, Most painful judai shayari, Emotional sad love shayari, Very sad gazhal shayari, Breakup shayari, Sad shayari for heartbroken, Shayari missing hindi shayari,