Kaho To Laut Jate Hain


Kaho To Laut Jate Hain






Kaho To Laut Jate Hain

Lyrics


Kaho To Laut Jatay Hain
Abhi To Baat Lamhon Tak He, Saalon Takk Nahe Aai,
Abhi Muskaanon Ki Nobatt Bhee Naalon Takk Nahe Aai,
Abhi To Koi Majborry Khiyaalon Takk Nahe Aai,
Abhi To Gard Peron Tak Hay. Baalon Takk Nahe Aai,


Kaho To Laut Jatay Hain,
Chalo Ek Faisla Karnay Shajar Ki Aut Jatay Hain,
Abhi Kajil Ki Dori, Surkh Galon Takk Nahe Aai,
Zubaan Daton Talak Hai Zehr Piyalon Takk Nahe Aai,
Ibhi To Mushk e Kustori Ghazaloon Takk Nahe Aai,
Ibhi Rodad-e-Beunwan Humaray Darmiyan He, Duniyan Waloon Takk Nahe Aai,


Kaho To Laut Jatan Hain,
Chalo Ik Faisala Karnay Shajar Ki Aut Jatay Han,
Abhi Nazdeek Hein Ghar Aur Manzil Door He Apni,
Mubadah Naar Ho Jaye Ye Hastee Noor He Apni,

Kaho To Laut Jatay Han,
Chalo Ik Fasala Karnay Shajar Ki Out Jatay Han.
Ye Rasta Piyar Ka Rasta,
Rasan Ka Daar Ka Rasta,
Buhat Dushwar He Jana,
Keh Is Rastay Ka Har Zarra Bhe Ik Kohsaar He Jana.

Kaho To Lout Jatay Hen,
Maray Baaray Na Kuch Socho,
Mujhay Teh Karna Ata He,
Rasan Ka Daar Ka Rasta,
Ye Asaiboon Bhara Rasta,
Ye Andhi Ghaar Ka Rasta,

Tumhary Gaisoowun Ki Chhaoon Mil Jaye,
To Suraj Se Ulajhhna Baat Hi Kia Hai,
Utha Lo Apna Saya To Meri Auqaat Hi Kiya He,
Tumhara Narm-O-Nazuk Hath Ho Ghhar Meray Haathon Me,
To Me Yeh Samjhon Ga,
Ke Jasay Do Jahan Ho Mari Muthhi Me,
Tumhara Kurb Ho To Mushkilan Kaafoor Ho Jayen,
Ye Undhay Ur Kalay Rastay Pur Noor Ho Jayan.

Mujhe Maloom Hai Itna Keh Dayem Zandagi Posheeda He In Char Kadmoon Me,
Buhat Si Raahten Muzmir Hain In Dushwar Raston Man,
Meray Baray Na Kuch Socho,
Tum Apni Bat Batlaoo,
Kaho To Chaltay Rahtay Hain…,

Kahoo To Lout Jatay Hain……,












Our Other Ghazals With Lyrics:







In this article You will read about the Urdu Hindi Poetry, Urdu Ghazals, Poems. Poetry is considered as the language of feelings and emotions. People transform their emotions into words which becomes the poetry we read in literature.

 Urdu Poetry is loved by everyone specially those who understands Urdu well. We can find poetry in almost all languages as feelings are explained by people from all languages. Urdu Poetry is an important part of the cultures of South Asia.

New sad shayari, Sad shayari, Hindi shayari, Deep feelings, Best love shayari, Best sad shayari, Sad shayari in hindi, Tutey dil ki shayari, Heart breaking shayari, Sacha pyaar, Shayari sad, Love Poetry , Best hindi shayari, Most painful judai shayari, Emotional sad love shayari, Very sad gazhal shayari, Breakup shayari, Sad shayari for heartbroken, Shayari missing hindi shayari.
Urdu Hindi Poetry, Punjabi Poetry, Islamic Quotes, Urdu Shayari, English Quotes,English Quotes About Life,Best Quotes About Life, Urdu Poets, Urdu Shayri,Sad Quotes With Images, Good Morning Quotes,Good Morning Quotes With images,Good Night images With Love, Motivational Quotes In English, Happy Birthday Wishes etc.https://www.urdupoetryquotes.com/