Din Raat Ke Aane Jaane Mein





Din Raat Ke Aane Jaane Mein

Lyrics

Din Raat Key Aanay Jaanay Me,
Duniya Ke is Ajayab Khane Mein,
Kabhi Sheeshay Dhundlay Hotay Hen,
Kabhi Manzar Saaf Hotay Hen,
Kabhi Surat Baat Nahi Karta,
Kabhi Taaray Aankh Badaltay Hen,
Kabhi Manzil Pichhay Rehti Hai,
Kabhi Aasein Tod Nai Charrtein,
Kabhi Khushi Puri Hoti Hen,
Kabhi Aankhein Dekh Nahi Sakti,
Kabhi Khawab Adhuray Hote Hen,
Ye Sab To Sahi Hai LekinAashob Ke Manzar Khanay Mein,
Duniya Kya Ajayab Khanay Mein,
Kuch Saya Karti Aankho Ke Paiman To Dikhayi Detay Hen,
Hathon Se Agarche Door Sahi IMkaan To Dikhayi Detay Hen,
Haan Ret Ke Us Darya Ke Paar,
Ek Pairon Wali Basti Ke Unwaan To Dikhayi Detay Hen,
Manzil Se Koson Door Sahi,Pur Dard Sahi Ranjoor Sahi,
Zakhmo se Musafir Choor Sahi,
Par Kisse Kahein Ye Jaan-E-Wafa,
Kuch Aise Ghaav Bhi Hotey Ahi Jinhe Zakhmi Aap Nahi Dhotay,
Bin Roye Howaye Aansu Ki Tarah Seene Mein Chupa Kar Rakhtay HenAur Saari Umer Nai Rotay,Neendein Bhi Muhaya Hoti Hen,
Sapne Bhi Door Nahi Hotay,
Ab Kisse Kahein Aye Jaan-E-WafaYe Ahel-E-WafaKis Aag Mein Jaltay Rehtay Hen
Kyon Bujh Kar Rakh Nahi Hotay,








Our Other Related Posts:









Note:
In this article You will read about the Urdu Hindi Poetry, Urdu Ghazals, Poems. As the Poetry is considered as the language of feelings and emotions. The poetry comes into its form by literary people remodeling their feelings and emotions into words which we read in literature.
 Everyone who understands Urdu very well loves Urdu Poetry. Poetry can be found in almost all languages of the world, as feelings are explained by people from all languages.

New sad shayari, Sad shayari, Hindi shayari, Deep feelings, Best love shayari, Best sad shayari, Sad shayari in hindi, Tutey dil ki shayari, Heart breaking shayari, Sacha pyaar, Shayari sad, Love shayari, Best hindi shayari, Most painful judai shayari, Emotional sad love shayari, Very sad gazhal shayari, Breakup shayari, Sad shayari for heartbroken, Shayari missing hindi shayari,