December Jabb Bhi Aata Hai


December Jabb Bhi Aata Hai








December Jabb Bhi Aata Hai-دسمبر جب بھی آتا ہے

Lyrics


December Jab Bhe Aata He,
Wo Pagli Phir Se Beetay Mosam Ko Yad Karti He,
Puranay Cards Parhti He Ke Jis Mein Us Ne Likha Tha,
Main Lautonga DECEMBER Mein,
Naye Kapray Banati He,
Wo Sara Gharr Sajati He,
December K Har Aik Din Ko,
Wo Gin Gin Kar Batati He,
Joon Hi 15 Guzarti He,
Wo Kuch Kuch Toot Jati He,
Magar Phirr Bhee Puranay Albums Ko Khol Kr,
Mazi Ko Bulati He,
Nahi Maloom Yeh Usko K,
Beetay Waqat Ki Khushiyan,
Bahut Takleef Deti Hein,
Mehz Dil Ko Jalati Hen,
Youn hi Din Beet Jatay Hen,
DECEMBER Laut Jata He,
Magar Wo Khush Feham Larki,
Dobara Se Calender Mein,
DECEMBER K Maheenay K
Safhay Ko,
Mor Kar Phir Se December K Sehar Mein Doob Jati He,
K Aakhir Us Ne Likha Tha,
Me Lautonga DECEMBER Mein......











Our More Posts Of Ghazals With Lyrics:

Kam Tere Zabt Ki Qeemat Nahi Karne Walay





In this article You will read about the Urdu Hindi Poetry, Urdu Ghazals, Poems. Poetry is considered as the language of feelings and emotions. People transform their emotions into words which becomes the poetry we read in literature.
 Urdu Poetry is loved by everyone specially those who understands Urdu well. We can find poetry in almost all languages as feelings are explained by people from all languages. Urdu Poetry is an important part of the cultures of South Asia.

New sad shayari, Sad shayari, Hindi shayari, Deep feelings, Best love shayari, Best sad shayari, Sad shayari in hindi, Tutey dil ki shayari, Heart breaking shayari, Sacha pyaar, Shayari sad, Love Poetry , Best hindi shayari, Most painful judai shayari, Emotional sad love shayari, Very sad gazhal shayari, Breakup shayari, Sad shayari for heartbroken, Shayari missing hindi shayari,