Abhi Suraj Nahi Dooba Zara Si Sham Hone Do





Abhi Suraj Nahi Dooba Zara Si Sham Hone Do


Ghazal's Lyrics

Abhi Sooraj Nahi Dooba Zara Si Shaam Honay Do,
Mein Khud Hi Laut Jaon Ga Mujhe Nakaam HonayDo,
 Mujhe Badnaam Karnay Kay Bahanay Dhoondtay Ho Kiyon,
Mein Khud Ho Jaon Ga Badnaam Pehlay Naam Honay Do,  
Abhi Mujhko Nahe Karna Aitraaf-E-Shikasat, 
Mein Sab Tasleem Kar Lon Ga Ye Charcha Aam Honay Do,
 Meri Hastee Nahe Anmool Phir Bhi Bik Nahe Sakta,
 Wafaien Bech Laina Par Zara Nelaam Honay Do,
 Naye Aaghaz Mein Hai Hosla Kiyon Torr Bethay Ho?
Tum Sab Kuch Jeet Jao Gay Zara Anjaam Honay Do,





Our Other Related Posts:







Note:
In this article You will read about the Urdu Hindi Poetry, Urdu Ghazals, Poems. As the Poetry is considered as the language of feelings and emotions. The poetry comes into its form by literary people remodeling their feelings and emotions into words which we read in literature.
 Everyone who understands Urdu very well loves Urdu Poetry. Poetry can be found in almost all languages of the world, as feelings are explained by people from all languages.


New sad shayari, Sad shayari, Hindi shayari, Deep feelings, Best love shayari, Best sad shayari, Sad shayari in hindi, Tutey dil ki shayari, Heart breaking shayari, Sacha pyaar, Shayari sad, Love shayari, Best hindi shayari, Most painful judai shayari, Emotional sad love shayari, Very sad gazhal shayari, Breakup shayari, Sad shayari for heartbroken, Shayari missing hindi shayari,