Aaj Kafan Mai Hon To Tu Rone Ko Ayi Hai







Aaj Kafan Mai Hon To Tu Rone Ko Ayi Hai

Ghazal's Lyrics


Aaj Kafan Mai Hon To Tu Rone Ko Ayi Hai,
Kal Tak Rota tha Jis kay Liye  Wo Zakham Dhonay Ko Aai hai,
Kaha Tha Na Nahi Milega Mujh Jesa Ashiq Tumhe,
Jo Tumhare Zulmo Sitam Bhi Sahe Aur Tum Se Muhabbat Bhi Kare,
Jis Tarah Tu Mujhe Chorr Gye The Beech Safar Me Adhoora,
Dekh usi Safar Se Mar Kar Mai Ja Raha Hon,
Tujh Se Kiya Tha Wada Ke tere Bin Ek Pal Na Jeeyona,
Dekh Wo Wada Bhi Isi liye Aaj Me Nibha Raha Hon,
Menay Kaha Tha Agar Mujhe Na Mili To Na Reh Paaonga,
Marr Jaaonga Tere Bin Khud Ko Fana Karr Jaaonga,
Na Rona Mere Janazay Pe Meri Jaan Meri Rooh Bhi Ro Paregi,
Tumhey Khush Rakhnay Ka Khud Se Wada Kiye Tha,
Mera Wada Tootay Ga Aur Meri Rooh Bhi Tarpey Gi,
Bass Aik Hi Ghamm Marnay Ka Mujhay Hamesha Rahega,
Meri Maan Ka Wo Nalayak Betta na Rahega,
Kitnay Hi Dukh Unko Unki Zindagi Me Dikhaye,
Mere Liye Na Jaany Unho Ne Kitnay Aansoo Bahaye,
Marr Kar Bhi Unko Udaas Kiye Ja Raha Hon,
Mere Khuda Dekh Is Zaalim Duniya Ko Chorr Karr Tere Pass Aa Raha  Hon,
Jo Galti Men Ne Ki Usay Na Tum Mere Dosto Dohrana,

Hath Jorta Hon KMeri Tarah Tum Kisi Se Na Dil Lagana,





Our Other Related Posts:






Note:
In this article You will read about the Urdu Hindi Poetry, Urdu Ghazals, Poems. As the Poetry is considered as the language of feelings and emotions. The poetry comes into its form by literary people remodeling their feelings and emotions into words which we read in literature.
 Everyone who understands Urdu very well loves Urdu Poetry. Poetry can be found in almost all languages of the world, as feelings are explained by people from all languages.

New sad shayari, Sad shayari, Hindi shayari, Deep feelings, Best love shayari, Best sad shayari, Sad shayari in hindi, Tutey dil ki shayari, Heart breaking shayari, Sacha pyaar, Shayari sad, Love shayari, Best hindi shayari, Most painful judai shayari, Emotional sad love shayari, Very sad gazhal shayari, Breakup shayari, Sad shayari for heartbroken, Shayari missing hindi shayari,